Blogger Search Description Enable Kaise Kare

By
Advertisement

Jab hum Blog banate hai tab hum usper Unique Post likhte hai taki humare blog per log aaye, lekin Blog banane se kuch nhi hota hai usko sahi tarike se logo tak phuchana padta hai tab hi blog banane ke faide samjh me aate hai. Logo ko ache se samjhane ke kaam karta us Post ka search Description jo Search engine per show hota hai or logo ko batata hai ki is Post me kya hai.

is liye hum ko Search Description Enable karna padta hai apne blog me. Is tutorial me mai aapko bataunga kaise apne blog me Search Description ko enable kare. Or apne Blog Post ko Search me butter tarike se Show karaye. Ager aapne blog nhi banaya hai to aap vo banale.

Search Description ke Faide kya hai.

Search Description ke 2 Faide hai. Ek hai Humare Blog ka Description show hoga Search Engine me or Dusra hai Humare post ka Description Enable hoga jisse Hum Post ka Description likh sakte hai or Search me Ye bata sakte hai ki humari Post kis Topic pe hai. Lekin iske liye aapko Post Writing karte samay Description dalna hoga tab hi post ka Description search engine me Show hoga.

Search Description Ye SEO ka process hai or  ye aapko karna Jaruri hai. Ager aap Search Engine Optimization karte hai to aapke Blog pe Traffic bahut jayda aayegi search Engine ke through se.

Google webmaster tools me blog add kaise kare.Bing Yahoo Webmaster tools me Blog ko kaise submit kare.email id kaise banaye.

Search Description Enable kaise kare.

Search description Enable karna bahut hi simple hai. Iske liye aap mujhe step by step follow karte jaye.

Step 1.
www.blogger.com pe jaye our login kare.



Step 2. 
Apne blog name pe click karke open kare.




Step 3. 
Settings > search perferenes me jaye or meta tag description per click kare.

Step 4. 
Search Description Enable Yes kare or open hone wale Box me aap apne blog ke bare likhe.


Note : ye jo description hum likh rahe hai wo humare blog ka description hota hai jo blog ko search karne par dikta hai.

Adsense Account Create kaise kare.Youtube Channel kaise banaye.Android Mobile ko garam hone se kaise bachaye.

Step 5. 
Ab aap New post pe click karke dekh sakte ho aapka post search description Enable ho chuka hai.


Ab aap jaan chuke hai search description ko enable kaise kare or iske SEO ke hisab se kitne faide hai.

Ye post aapko kaise lagi hume comment karke jatur bataye, humare letest post ki jankari apne email per pane ke liye email subscribe jarur kare.

0 comments:

Post a Comment

Powered by Blogger.

Add Your Gadget Here

Contact Form

Name

Email *

Message *

About Our Blog