Google ke baad duniya me sabse jayda Search Bing or Yahoo Search Engine par hoti. In Dono Search Engine ke Combination ka score 30% hai. Yani abhut hi acha hai, ager aap apne blog ki Traffic ko badhana chate hai to aapko apne Blog ko add karna hoga Bing yahoo Search Engine me isse aapko new visitors milege or aapki blog traffic butter hogi. Iske pahele Tutorial me maine aapko Google Search Console me apne Blog ko kaise add karte hai ye bataya tha ager aapne wo Post nhi padhi hai to wo Phele padhle.
Aaj mai aapko batane wala hu Bing Yahoo Webmaster Tools me Blog ko kaise add kare or Sitemap kaise submit kare. Is tutorial ko aap pura padhe or ache se bataye gaye step ko follow karte hai to aapke blog par visit hone wale visitors bahut badh jayege.
Bing or Yahoo ki Relationship.
Sabse phele to aapko ye pata hona bahut jaruri hai ki Yahoo ek Part hai Bing Network ka, yani ki Bing apni service Yahoo ke jariye Provide karata hai. Achi baat ye hai ki aap apne Blog ko Bing Webmaster Tools me Submit karte ho to aapka Blog Yahoo or Bing ye Dono Search Engine me aapka Blog Search me aayega.
Top 9 Killer SEO optimization setting.What a SEO | kya hai SEO.Godaddy se 99 rupaye me Domain kaise kharide.
Bing : Submit Your Site.
Ye Step bahut hi Easy hai apne blog ko Bing Webmaster Tools me add karne ki sabse aasan tarika hai. Is step se aap apme blog ko Search Engine me 10 saal ke liye index kar sakte hai. To chalo jante hai kaise add kare Bing webmaster tools me apne Blog ko iske liye aap mujhe step by step follow karte jaye.
Step 1.
Bing webmaster tools ke site par jaye.
http://www.bing.com/toolbox/submit-site-url
Step 2.
ab aapko add my site par click karna hai, click karte hi ek page open hoga jaha par aapko apne Blog URL ko dalna hai or Submit button par click karna hai. Ab ek massage aayega ki aapka Blog Yahoo or Bing me add ho chuka hai.
Is method se aapke Blog ko Bing 10 saal tak index karta rahega. Lekin aapko apne Blog ka Performance ko check karte nhi aayega. Apne Blog ka performance check karne ke liye or usko better karne ke liye aapko Bing Webmaster Tools par account bana ke usme apna Blog Add karna hoga.
Adsense ke ad Post ke andar kaise lagaye.YouTube Channel ko verify kaise kare.Freedom251 Android mobile review.
Yahoo Bing Webmaster Tools me Blog kaise add kare.
Step 1.
Bing webmaster tools ke site par jaye.
Step 2.
Ab aapko bing webmaster tools me singup karna hai.
Note : ager aapka email account microsoft par registration kiya hua hai to aap Bing webmaster tools me Signin kar sakte hai ager aapne registration nhi kiya hai to aapko pahele microsoft par Singup karke Registration karna hoga.
Singup kaise kare.
Step a.
Singup button par click kare.
Step b.
Ab ek Page open hoga, jo singup Forum hai isme aapko apni sahi jankari bharni hai. Or Signup now par click karke registration complete karna hai. Jiske baad aap redirect hoke Bing webmaster tools par wapas pahuch jayege.
Step 3.
Ab Bing Webmaster Tools me singin kare.
Step 4.
Ab Submit Site par click kare, ab jo page open hoga usme aapko apne Blig ka URL dalna hai http ke sath.
Sitemap : me aapko ye sitemap http://www.alltopblog.com/sitemap.xml dalna hai. Isme aapko alltopblog ke jagha apne blog ka naam dalna hai. Or submit Blog ke button par click karna hai.
Memory Card me Problem apnaye 9 best trick.Android mobile ki Net speed kaise badhaye.
Step 5.
Ab jo page open hoga wo hoga Verify Site Ownership ka jisme aapko ek Meta Tag Code milega usko Copy karle.
Step 6.
Ab apne Blog ke Dashboard >> Template >> Edit html par jaye. Or edit html ke button par click kare.
Step 7.
Ctrl+F Button daba ke <head> is Code ko search kare.
Step 8.
Ab aapko <head> ke nich Meta tag Code paste karna hai jo aapne Copy kiya tha.
Step 9.
Ab aapko Bing webmaster tools me wapas jake Verify ke button par click karna hai.
Ab aapka blog Bing webmaster tools me add ho chuka hai.
aaj aapne is tutorial me Bing Yahoo webmaster tools me blog ko add kaise kare Sitemap ke sath ye sikh liya hai. Aapko ye jankari kaise lagi ye hume jarur bataye.
Ager aapko in step ko karte samay koi bhi problem aati hai to aap comment karke humse puch hum aapki puri help karege.
Hello,
ReplyDeleteBahut Badiya Jankari di aapne...
Ye mera blog hai isko dekh kar bataye is mei koi kami hai.
http://www.tecdroix.com/
thanks for sharing this with us
ReplyDeletehttps://www.freehelptips.in/2019/04/google-yahoo-bing-sitemap-submit.html
thanks for sharing Blog ko Bing Webmaster tool में कैसे Submit करे
DeleteGood post post ko bing me achi tarah submit kaise karte hain. Blog ko Bing webmaster tool me kaise submit kare
ReplyDeleteApne bahut hi achhi trha se samjhaya hai. Aise hi new bloggers ki help karte rahe aur achhe achhe content hum logo ke liye leke ate rahe. Sach me bahut hi mahent ki hai apne iss post me.
ReplyDeleteAap mera bhi blog dekh sakte hai mein bhi us par achha content likhta hoon.
mere blog par visit kare