Shinchan Ki Asliyat Jo Apko PTA Nahi Hogi | Jarur Padhiye

By
Advertisement
Things Need to know about ShinChan
Apne Bachpan Mai Sabhi Ke Jeevan Ka Khaas Hissa Hota hai Cartoon dekhna Aur Jahan Cartoon Ki Baat Hoti hai Wahan ShinChan sab SE Jaada Popular aur Sab SE Acha Cartoon Show hai.
ShinChan Ki Popularity Itni Jada hai Ki Sab SE Pehle Hungama Channel PE Aane Wale Is Cartoon Show Ko Doosre Channels Bhi Dikhaane Lag Gaye.
Aap Sabhi Is Cartoon Ko Apne Bachpan me Yaa Abhi Bhi Bhot Shonk SE Dekhte honge aur Millions Log Iske Akhiri Episode Ki Wait me Hai kya Apko Lagta hai Ki Iska Last Episode ayega?
Answer ye hai Ki Iska Last Episode Hai hi Nahi.

Reality Behind Shinchan:
Reality behind Shinchan cartoon serial
Shinchan with Mother and Sister

Asal me Shinchan Japan ke KasuJabe Sheher me Rehne wala Ek 5 Saal ka Bacha Hai.Jiske Real Name ShinChan Nohara hai.
Uski Ek Choti Sister Bhi hai.
Kya Apko PTA hai Ki Aap sab Ka ManPasand ShinChan Abhi Is Duniya me Nahi hai?
ShinChan Ki Death 5 saal Ki Umar me Apni Choti Behen ko Ek Car Accident me Bachate Bachate ho gayi thi.

Shinchan is no more,shinchan death
RIP SHINCHAN

ShinChan Aur Uski Choti Sister dono Ke Ek Sath ik duniya SE Chale Jane SE Uski Maa Mitsi NOhara Itne Gehre Dukh me Kho Gayi aur Usne Apne BĂȘte ke Uper Ek Serial Bnane Ka Socha Bas Tabhi SE Shuruwat Hui Crayon ShinChan Naam ke Cartoon Show ki  Jo Ki aaj Sabhi Bacho Aur Mere Bhi Dil Ke Bhot Close hai.
ShinChan aur Uski Choti Behen Ki Death Mere Sath Sath Aur Bhi Bhot Sare ShinChan Lovers ke Liye Bhot bdaa Sadma hai.Hmari Site Slaam Karti Hai Ese Bache ko Jisne 5 Saal Ki Umar me Itni Bhaaduri Dikhai aur Apni Choti Behen Ki Jaan bachane ke Liye Ek Car Accident Me Apni Jaan Gwaa Dee.

Truth Behind Shinchan,Story of Shinchan
We always love you SShinChan
To Dosto Regular Visit Karte Rahiye Hmari Is site ko Share kriye,Thanks☺

1 comment:

Powered by Blogger.

Add Your Gadget Here

Contact Form

Name

Email *

Message *

About Our Blog