Website Icon Favicon Online Generate karke Blog me Lagaye

By
Advertisement

Website icon kaise banaye, Blog ek aisa platform hai jo apne user ko helpful article dekar visitors ki help karta, ager aapka koi blog hai jaha par aap logo ki help karte hai to aaj ki post aapke liye bahut important ho jati hai. Jo aapke blog ko internet ke duniya me present karne ka sabse batter tarikha hai.



Aaj ki post me aap janege Favicon/website icon kya hai, iske faide kya hai, ye kaise banaye online garneter ke help se or Favicon ko Blog me kaise lagaye. Mujhe ummid hai ki aapko is article se bahut kuch sikhne milega isliye aap is post ko pura padhe.

website icon | favicon kya hai

Jab aap kisi bhi browser me internet use karte hai, to upar tab me chota sa icon bana hota hai, us icon ko Favicon icon kehte hai ya website icon kehte hai. Agar aapka blog blogger par hai to upar ek orange color me choto sa " B " bana hoga, ager WordPress pe ho to " W " hoga.

ye website Icon tab tak aapke blog ka Favicon hoga jab tak aap isko Change nhi karte. Favicon ye word Favorite+icon in 2 word se mil kar bana hai. Jo humare Blog website ka icon hota hai. Iska Size 16×16 pixels ka hota hai. Favicon humare Blog website ki Tab me or Browser ke Bookmark me show hota hai.

Phishing kya hai Phishing hone se kaise bacha.

website icon Faide kya hai | Favicon ke Faide kya hai.

Jaise ki maine uper hi aapko bataya ki Favicon aapke Blog ka icon hota hai. Jo aapke Blog ko Professional Look deta. Favicon bahut chota hota hai lekin Bahut kaam hai. Jab hum Browser me kai sare tab open karte hai tab Favicon ke help se hum ko sahi Site par jane me aasani hoti hai. Sath hi kis tab me konsi site hai ye Favicon se Humko pata chal jata hai. 

Favicon online Generate kare | website icon online Generate kare.

Apne Blog ke liye Favicon online Generate karna bahut hi aasan hai. Bas aapko iske liye 1 image ki jarurat padegi jisko aap apne Blog ka Favicon ke liye lagana pasand karoge. Us image ko hum Online Generater ki Help se Favicon me Convert karege.

Ager aapke pass koi aisi image hai jisko aap apne Blog ka Favicon bol kar use karna chate hai. To chaliye hum aapko us image ko Favicon me Convert karne ka tarika batate hai. Bas aap mujhe step to step Follow karte jaye.

Step 1.
Favicon Generator ke site par jaye.

Step 2.
Site par jane ke baad aapko jis bhi image ko favicon banana hai usko Browser karke select kare.



Step 3.
Image select kane ke baad aapko Generate Only 16×16 Favicon par Click kare.

Step 4.
Ab aapko Create Favicon par click karde.

Step 5.
Ye lijiye aapka Favicon tayaar ho gaya hai, ab aap Favicon ko download kar sakte hai.


Important Tips : Favicon Generater ke Bina aap kisi bhi Image ko apne Blog me Favicon ke liye laga sakte ho. Bas aapko image resize karke image ka size 200×200 karna hoga. Ye kaam aap apne mobile me bhi kar sakte ho image editor apps ke jariye.

Blog me Favicon lagana bahut hi aasan hai, iske liye aap mujhe step by step Follow karte jaye.

Step 1.
Dashboard >> Layout >> Favicon par jaye.


Step 2.
Ab Favicon widget ki Edit link par click kare.

Step 3.
Choose File ki button par click karke apne computer ya mobile me se image ko select kare.

Step 4.
Save button par Click karke Favicon Save kare.

Note : Image ka size 100 KB se kam hona chaiye or Image square honi chaiye.

Ye lijiye aapne website icon Favicon ke bare me sari jankari jaanke Online Generater ke help se Favicon kaise banate hai or usko Blog me kaise lagaye ye Bhi jaan chuke hai.

Aapko ye jankari kaise lagi ye jarur bataye, ager aapko in step ko karte samay koi pareshani aati hai to aap hum se comment ke jariye sawal kare hum aapki puri help karege.

2 comments:

  1. kisi bhi blog ke liye favicon bahut hi jaruri hota hai apki iss post se mujhe bahut hi zyda fayda hua thankyou

    ReplyDelete
  2. kisi bhi blog ke liye favicon bahut hi jaruri hota hai apki iss post se mujhe bahut hi zyda fayda hua thankyou

    ReplyDelete

Powered by Blogger.

Add Your Gadget Here

Contact Form

Name

Email *

Message *

About Our Blog